Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada Nusrat Fateh Ali Khan

The Legend Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal
Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada [Live Complete]
Posted by Nusrat Collection 

[Video] [MP3] [Lyrics] [Download]
Most Popular Qawali of Nusrat Fateh Ali Khan's "Iss Karam Ka Karon Shukar Kaisy Ada"
Konain Ka Maqsood Hai Mabood Hai Tu
Her Shay Teri Shahid Hai Kay Mash'hood Hai Tu
Her Aik Kay Lab Per Hai Teri Hamd o Sana
Her Soz Mein Her Saaz Mein Mojood Hai Tu

Tazeem Se Leta Hai Khuda Naam e Muhammad
Kia Naam Hai Salle Aala Naam e Muhammad
Allah Kare Haaram Uss Per Aatish e Dozakh
Jis Kay Dil Per Likha Ho Naam e Muhammad

Andheri Raat Hai Shams o Doha Ki Baat Karo
Sitaaro Aao Rukh e Mustafa Ki Baat Karo
Nakeero Baad Mein Koi Doosra Sawal Karo
Khuda Ra Pahley Mere Mustafa Ki Baat Karo

Jis Dil Mein Muhammad Ki Mohabbat Nahi Hoti
Uss Per Kabhi Allah Ki Rehmat Nahi Hoti
Mera Yeh Aqeeda Hai, Agar Zikar e Khuda Mein
Yeh Naam Na Shamil Na Ho, Ibadat Nahi Hoti

Be Bandagi Arooj Kia Banda Ker Dia
Taara Mere Naseeb Ka Tabinda Ker Dia
Kitni Bari Huzoor Ki Banda Nawaziyan
Mujh Ko Mere Sawal Mein Sharminda Ker Dia

Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada
Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada
Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada

Mein Shukar Kaisy Ada
Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada

Mein Shukar Kaisy Ada
Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada

Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada
Jo Karam Mujh Per Mere Nabi Ker Dia

Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada
Jo Karam Mujh Per Mere Nabi Ker Dia

Iss Karam Ka Karon Shukar Kaise Ada
Jo Karam Mujh Per Mere Nabi Ker Dia

Embed Code [Copy and Paste Code Where You Want]
<iframe width="100%" height="400" src="https://www.youtube.com/embed/HPz-WXom4Xs" frameborder="0" allow="accelerometer; autoplay; encrypted-media; gyroscope; picture-in-picture" allowfullscreen></iframe><script type="text/javascript"><!--
google_ad_client = "ca-pub-7105599396460731";
/* Nusrat Banner */
google_ad_slot = "1942697416";
google_ad_width = 468;
google_ad_height = 60;
//-->
</script>
<script src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/show_ads.js" type="text/javascript">
</script>
Tags:

1 Comments

  1. best indian songs
    Your website is terribly informative and your articles are wonderful.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post