Lyrics Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

The Legend Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal
Lyrics Astan ha ye kis shah e zeeshan ka Nusrat Fateh Ali Khan
Posted by Nusrat Collection 
Lyrics Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
[Video] [MP3] [Lyrics] [English Translation[Download]

Allah Re Kya Bargaah e Ghous Jalee Hai
Gardan Ko Jhukay Hue Aik Aik Wali Hai
Har Gaam Pe Sajde Ki Tamanna Hai Jabeen Ko
Ye Kis Ka Dar e Naaz Hai Ye Kis Ki Gali Hai

Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Marhaba Marhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Sajde Jahan Pe Karte Hain Aa Ke Farishtay
Astan Hai Yeh Kis Ka

Malaaik Sar Jhukhate Hain Wali Ankhain Bichatain Hain
Dekho
Astan Hai Yeh Kis Ka
Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Ni Barghah e Hazrat e Ghous as Saqalain ast
Naqade Kamare Haidar o Nasl e Hasanain ast
Madarsh Hussaini Nasabast o Pidaray oo
Zaulaad e Hussain Yani Kareem ul Abawanain ast 
Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Jhukhi Behr e Ibadat Jab Shah e Baghdad Ke Dar Par
Ajab Tauqeer e Sajdah Apni Paishani Mein Daikhi Hai
Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Marhaba Marhaba

Qalab Haibat Se Larzan Hai Insan Ka Marhaba Marhaba
Hai Asar Bazm Par Kis Ke Faizan Ka Marhaba Marhaba
Ghar Basaade Meri Chashm e Veraan Ka Marhaba Marhaba
Chand Nikla Hasan Ke Shabistan Ka Marhaba Marhaba

Sar Ki Zeenat Amama Hai Irfaan Ka Marhaba Marhaba
Jubba Tan Par Muhammad Ke Ihsaan Ka Marhaba Marhaba
Rang Aankhon Mein Zahra Kai Faizan Ka Marhaba Marhaba
Roop Chehre Pe Ayaat e Quran Ka Marhaba Marhaba

Roop Chehre Pe Ayaat e Quran Ka Marhaba Marhaba
Roop Chehre Pe Ayaat e Quran Ka Marhaba Marhaba
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka Marhaba Marhaba

Nagar Nagar Mein Karo Munaadi
Hai Shaah e Jeelaan Ki Aaj Shadi
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka

Sare Walion Ko Mehman Banaya Gaya
Gaus e Azam Ko Doolha Banaya Gaya

Meeran Ke Ghar Hai Shaadi, Aaye Wali Nabi Sab
Taiba Se Mustafa Bhi Tashreef Laa Rahe Hain
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka Marhaba Marhaba

NazroN Ko Shoq e Deed Hai Mangton Mai Jashan e Eid Hai
Saj Ke Betha Hai Naushaah Jeelan Ka Marhaba Marhaba

Bazm e Qaun o Makan Ko Sajaya Gaya Aaj Salleh Ala
Saiban Rehmaton Ka Lagaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ambiya Auliya Ko Bulaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ibn e Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala

Ibn e Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ibn e Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala
Ibn e Zahra Ko Doolha Banaya Gaya Aaj Salleh Ala

Urs Hai Aaj Mehboob e Subhan Ka Marhaba Marhaba

Aao dewano Muradien Apni Apni Maang Lo
Urs Hai Aaj Mehboob e Subhan Ka Marhaba Marhaba

Jholian Har Sawali Ki Bhar Jayein Gi
Dar Sakhi Ka Khula Hai Ataa Ke Liye
Urs Hai Aaj Mehboob e Subhan Ka Marhaba Marhaba

Aasna Manzalat Kis Ka Aiwaan Hai Wah Kiya Shan Hai
Aaj Khalq e Khuda Kis Ki Mehman Hai Wah Kya Shan Hai
La Takhaf Kis Ka Mash'hoor Farman Hai Wah Kya Shan Hai
Bil yaqeen Wo Shahn'shaah e Jeelan Hai Wah Kya Shan Hai

Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba
Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba

Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba
Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailan Ka Marhaba Marhaba

Har Taraf Aaj Rehmat Ki Barsaat Hai Wah Kya Baat Hai
Aaj Khulne Pe Qufl e Mohimaat Hai Wah Kya Baat Hai
Chaar Soo Jalwa Araaiye Zaat Hai Wah Kya Baat Hai
Koi Bharne Pe Kashkol e Haajaat Hai Wah Kya Baat Hai

Aao Faqiron Aao Jholi Ko Apni Bhar Lo
Koi Bharne Pe Kashkol e Haajaat Hai Wah Kya Baat Hai

Ye Waqt Hai Karam Ka Sarkar Karam Farmatein Hain
Aao Koi Bharne Pe Kashkol e Haajaat Hai Wah Kiya Baat Hai

Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba
Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba

Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba
Jagne Ko Muqadar Hai Insan Ka Marhaba Marhaba

Gulshan e Mustafa Ki Phaban Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Shah e Abraar Ki Anjuman Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Rooye Gul Dasta e Panjtan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Shaan e Aal e Hussain o Hasan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai

Shaan e Aal e Hussain o Hasan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai
Shaan e Aal e Hussain o Hasan Aur Hai Ye Chaman Aur Hai

Sarmadi Rang Hai Is Gulistan Ka Marhaba Marhaba

Do Larre Ki Zameen Kitni Masood Hai Khitta e Jood Hai
Pir Mehr e Ali Jis Mein Maujood Hai khitta e Jood Hai

Pir Mehr e Ali Pir Mehr e Ali
Pir Mehr e Ali Pir Mehr e Ali

Koi Kisi Ka, Koi kisi Ka Mere
Pir Mehr e Ali Pir Mehr e Ali

Majnoon Ko Mili Laila, Yousuf Ko Zulaikha Aur Mujh Ko Mere
Pir Mehr e Ali Pir Mehr e Ali, Pir Mehr e Ali Pir Mehr e Ali

Khiyal Apna Apna Pasand Apni Apni Mere to Hai
Pir Mehr e Ali Pir Mehr e Ali 

Pir Mehr e Ali Jis Mein Maujood Hai khitta e Jood Hai

Do Larre ki Zameen Kitni Masood Hai Khitta e Jood Hai
Pir Mehr e Ali Jis Mein Maujood Hai Khitta e Jood Hai
Kiya Haseen Manzar e Shan e Mahmood Hai Khitta e Jood Hai
Har Aayaan Ghamghosh e Mahmood Hai Khitta e Jood Hai

Auj Paya Hai Phir Cheez o Qaiwaan Ka Marhaba Marhaba

Sham e Toheed Dil Mein Jala Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo
Shah e Bat'ha Ki Khairat Paa Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo
Shaikh Ke Astane Pe Aa Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo
Aankh Mehr e Ali Se Mila Kar Piyo Dil Laga Kar Piyo

Khud Pilane Pe Saqi Hai Jeelan ka Marhaba Marhaba
Khud Pilane Pe Saqi Hai Jeelan ka Marhaba Marhaba

Hai Adab Husan Ka Baank Pan Samne Ik Chaman Samne
Ahl e Tat'heer Hain Khaima Zan Samne PanjTan Samne
Hai Ye Rooaay Hasan Ki Phaban Samne Ya Hasan Samne
Jalwa Farma Hai Ghaus e Zaman Samne Zofigan Samne

Daikhiye Kya Bane Chashm e Hairan Ka Marhaba Marhaba

Shah e Jeelaan ki Chaukhat Salamat Rahe Ta Qiyamat Rahe
Naqsh e Paa Ka Chaman Pur Karamat Rahe Ta Qiyamat Rahe
khalate Ijtebaaze be Qaamat Rahe Ta Qiyamat Rahe
Sar Pe Walion Ka Taaj e Imamat Rahe Ta Qiyamat Rahe

Silsila Gaus e Azam Ke Faizaan Ka Marhaba Marhaba

Mazhar e Zaat e Rab e Qadeer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Karwaan e Karam Ke Ameer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Shah e Baghdad Peeran e Peer Aap Hain Dastgeer Aap Hain

Dastgeera Kar Mehr Tu Mehr Ali Te Tere Baaj Hai Kon Allah
Rasiaa Daa
Shah e Baghdad Peeraan e Peer Aap Hain

Mehr Hai Sari Ali Di Shak Na Reh Gaya Ik Tarah
karam Kita Gaus e Azam Sadaan Sardian Walian
Shah e Baghdad Peeraan e Peer Aap Hain

Shah e Baghdad Peeran e Peer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Shah e Baghdad Peeran e Peer Aap Hain Dastgeer Aap Hain
Kis Naseer e Ali Ke Naseer Aap Hain Dastgeer Aap Hain

Koi Hamsar Nahin Aap Ki Shan Ka Marhaba Marhaba
Koi Hamsar Nahin Aap Ki Shan Ka Marhaba Marhaba
Astan Hai Yeh Kis Shah e Zeshan Ka Marhaba Marhaba
Embed Code [Copy and Paste Code Where You Want]
<video 600="" controls="" height="400" poster="https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgusuTXRlL-Yu9A712eIMJYfRtL1P6nPUibRE_Qp_O8egVG8qg2qP_pi8gMlYMgps4M-OYCbamJSDPWf9A4DqmhJ-YotTBp1Wp6tm7DVrSRXbHKh56Zg4puLHW0ePquRjNoQO7pF2zjWZI/s320/nusrat+collection+0040.jpg">
 <source src="https://archive.org/download/LokiVekhVekhKendeMenooJhallaMp3ByUstadNusratFatehAliKhan/Loki%20Vekh%20Vekh%20Kende%20Menoo%20Jhalla%20Mp3%20by%20Ustad%20Nusrat%20Fateh%20Ali%20Khan.mp3"></source>
 <source src="movie.ogg" type="video/ogg"></source>
</video><script type="text/javascript"><!--
google_ad_client = "ca-pub-7105599396460731";
/* Nusrat Banner */
google_ad_slot = "1942697416";
google_ad_width = 468;
google_ad_height = 60;
//-->
</script>
<script src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/show_ads.js" type="text/javascript">
</script>
Tags:

4 Comments

Previous Post Next Post