The Legend Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal
Mangte Hai Karam Un Ka Sada Maang Rahe Hai [Qawwali]
Posted by Nusrat Collection
[Video] [MP3] [Lyrics] [Download]
Mangte Hain Karam Un Ka Sada Maang Rahay Hein
Din Raat Madinay Ki Dua Maang Rahay Hein
Mangte Hain Unke Mangte Hein
Husan Pay Jin Ke Jag Matwala
Naam Hai Jin Ka Qamli Wala
Hum Unke Mangte Hain Mangte Hain
Sanad Joh Rakhtay Hein
Mehshar Mein Moo Dikhanay Ki
Hum Unke Mangte Hain Mangte Hain
Naaz Jiss Baat Pay Hai
Woh Baat Yeah He Hai Ke
Hum Unke Mangte Hein Mangte Hein
Hum Hain Ghulaam
Un Ki Ghulami Pay Naaz Hai
Mangte Hein Unke Mangte Hein
Dozakh Nay Hum Ko Daikh Ke
Malik Say Kaha Ay Malik Chor
Unke Mangte Hein Unke Mangte Hein
Nigaah-e-Karam Say Hum Ko Na Daikh
Ay Dozakh Kia Pata Nahi Ke
Hum Kiss Ke Mangte Hein Mangte Hein
Ay Daikhnay Waloon Hamein Hans Hans K Na Daikho
Kia Pata Nahi Ke Hum Kiss Ke Mangte Hein
Mangte Hein Unke Mangte Hein Mangte Hein
Mangte Khaali Haath Na Lotay,
Kitni Mili Khairat Na Poocho,
Unka Karam Phir Unka Karam Hai,
Unke Karam Ki Baat Na Pocho
Unke Mangte Hein Unke Mangte Hein
Mangte Hein Karam Un Ka Sada Maang Rahay Hein

Kam Maang Rahay Hein Na Siva Maang Rahay Hein
Jaisa Hai Ghani, Waise Ataa Maang Rahay Hein
Mangte Hein Karam Unka Sada Maang Rahay Hein
Jaisa Hai Ghani
Aisa Hai Ghani Woh To Aisa Hai Ghani
Khud Bheek De Aur Khud Kahe Mangte Ka Bhala Ho
Zara Unka Duniya Mein Rehna To Daikho
Woh Pathar Ka Tak'kia Aur Kaali Kamarya
Woh To Aisa Hai Ghani
Zamane Ka Data Magar Ghar Mein Faqa
Khudai Ka Malik Magar Pait Khaali
Woh To Aisa Hai Ghani
Koi Mere Mehboob Sa Dunya Mein Nahi Hai
Betha Hai Chata'ii Pay Magar Arsh-e-Nasheen Hai
Woh To Aisa Hai Ghani
Jaisa Hai Ghani Waise Ataa Maang Rahay Hein

Her Naimat-e-Qonain Hai Daman Mein Hamare
Hum Sadqa-e-Mehboob-E-Khuda Maang Rahay Hein

Yoon Kho Ga'ay Sarkaar Ke Altaf-o-Karam Mein
Yeh Bhi To Nahi Hoosh Ke Kia Maang Rahay Hein

Ey Dard-e-Mohabbat Abhi Kuch Aur Fusuun Ho
Dewanay Tarapnay Ki Ada Maang Rahay Hein

Sirkar Ka Sadqa Meri Sarkar Ka Sadqa
Yeh Zameen Aasmaan Yeh Makaan LaMakaan
Meri Sarkaar Ka Sadqa
Dono Jahaan Ka Noor Mohammad Ke Roop Mein
Qur'an Ka Sha'oor Mohammad Ke Roop Mein
Allah Ka Zahoor Mohammad Ke Roop Mein
Such Hai Ke Yeh Taghayyur-e-Dunya Khuda Se Hai
Laikin Yeh Kainaat Faqat Mustafa Say Hai
Meri Sarkaar Ka Sadqa
Sirkaar Ka Sadqa Meri Sarkaar Ka Sadqa
Mohtaaj-e-Ghani Shah-e-Gada Maang Rahay Hein

Ub Laaj Tere Haath Hai Ey Rehmat-e-Qounain
Ghum Ke Maarey Hein, Be-Sahare Hein
Kuch Bhi Hein Aaqa Hum Tumhare Hein

Madfan Ko Madinay Mein Jaga Maang Rahay Hein

Asraar Karam Ke Faqh Un Per He Khulay Hein
Koi Data Bana, Koi Khuwaja Bana, Koi Ghous Bana,
Koi Dehli Mein Ja Ke Nizami Bana,
Koi Ganj-e-Shakar Ba Khuda Ho Gaya
Asraar Karam Ke Faqt Un Per He Khulay Hein
Jo Tere Waseelay Say Dua Maang Rahay Hein

Damaan-e-Amal Mein Koi Neki Nahi Khalid
Bus Naat-e-Mohammad Ka Sila Maang Rahay Hein

Mangte Hein Karam Unka...

Video
<script type="text/javascript"><!--
google_ad_client = "ca-pub-7105599396460731";
/* Nusrat Banner */
google_ad_slot = "1942697416";
google_ad_width = 468;
google_ad_height = 60;
//-->
</script>
<script src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/show_ads.js" type="text/javascript">
</script>
Tags:

Nusrat Fateh AliKhan Qawwali,Nusrat Fateh Ali Khan Songs,Qawwali Mp3 FreeDownload, NusratFateh Ali Khan Mp3 Qawwali,NusratPunjabi Songs Download, Nusrat Fateh Ali Khan Mp3 Songs, Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics,Mp3Songs,Nusrat Collection,Mangte Hai Karam Un Ka Sada Maang Rahe Hai Qawwali by Nusrat Fateh Ali Khan,